Tuesday, 20 May 2014

tere yaad

Aaj aakho me tere tasvir utar ayi...
Na chahte hue bhi aakho se ashu ki ek bund utar ayi....
Dekha tere tasvir ko aaj to ham p gujari vo kahr ki raat yado me utar ayi....
M ne jb bhi bhulna chaha use khof nak pal ko ...
To tere mujh s dur chale jane ki baat dil se mere jaham me utar ayi...
Tere bina gujre gi zindigi mere
Y soch ke mere har mafil me ek udasi h utar ayi...
Ab to jasm pine pilane ka manjar bhi
acha nhi lagta...
Tujhe s jis pal ne mujhe juda kiya vo pal
acha nhi lagta....
Kash tu lout aa sakta
mujhe se hi kuch pal khud ko mila sakta....
Dekh tere ab na hone ki baat ma ki aakho se h bah ayi...
Papa k kandho p tere hone ka ashsas unke kahmosi h kara lyai....
Tere gudiya ka to hal hi mat puch...
Apne hatho me pagal is rakhi bhi tere rakhi vo kharid layi....
Kahna h uska ki kahi suni na rah jaye mere bhai ki kalai...
Dada dadi ne to ab tak apne pote ki sataniya hi nhi h bhulai....
Chachi to ab bhi apne bete k liye....
Chupa k rakhti h...
Tere hise ki har cheez mere bhai....
Tere yaro ne ab jab bhi h mafil sazai....
Unhe ek jagha ab bhi tere liye h alag se banayi....
Tujhe sang me rakhne ki har kise ki y hi
Ek ada h mere bhaiii.....
Mere tu puch mat khud ki halat tere batane ki himat....
Aaj bhi nhi h mujhe me h ayi....
We miss u bhaiii......♡

No comments:

Post a Comment