apne ghar se jo us din tera jana hua....
badi mudat ho gyi fir na tera aana hua...
hame bhi tere jane p is kadar na yakeen hua h...
tu aaj bhi hath utha k magi gyi mere pahli dua h...
par mere dua ka kbul na hona
y silsila bhi ab mere chote aam hua h...
suna h tu badi dur nikal gaya h...
m kase manlu ki tu mujhe chod gaya h....
jo mere ungli pakad liya karta tha ...
tez hawao k dar se...m kase yakeen kar lu
vo mera chota itna dur nikal gaya h...
lout aane k bhane bhut h mere yaar...
chal ab lout aa luka chupi ka y khel bhut hua h.
dekh tere bin yaha sab ka hal bura h
un ki to puch hi mat jin ke dil me tu basa h...
kabhi dar k mare rato me darwaze band kar k sone wali ma ne...
tere jane k baad ab tk na darwze band kiye h...
use tere aane ka yakeen ab bhi laga hua h,....
chal aaj mere yaar ab...
mujhe satane ka tera y kon sa falsafa h...<3