Monday, 2 September 2013

lamhe

y lamhe bachpan k jo aap ne yaad dilye h
kuch hasa gye to kuch rulye
mere aakho m vo sakhs ubhar aaya
jis ne bachpan me na jane kitne hi geet sunye h
jo bachpan ka sathi mujh se dur badi dur chala gaya tha
chup k aasman me khi bath gaya tha
aap ki aadato ki kitab ne aaj
fir mere aakho se uski yaad me aashu bhaye h...
sach me aadato ke saye aaj fir ghir aaye h....

No comments:

Post a Comment