Kuch lamho ka h intezar y....
Koi aane wala h khyalo se....
Thamega mera hath ye....
Mujh se abhi anjan h vo...
Mere liye b ek mehman h vo....
Par fir b mujhe s milne ko betab h vo...
Ab judne wala h ahsas ye....
Mere liye ban ne wala h khas ye....
Umar bhar chlega sath ye....
Mere har rah me hamsafr ab mere sath ye....
Bus kuch lamho ka h intezar ye....
koi aane wala h khyalo se ....
Milne ko dil betab ye....
Koi aane wala h khyalo se....
No comments:
Post a Comment